Blogger Blog Ko Google Webmaster Tool Me Kaise Submit Kare

Blogger blog ko Google webmaster tool me kaise submit kare - Aaj ki post bloggers ke liye kafi important hai is post me ap janenge ke blogger blog ko Google me laye, Blog ko google search engine me kaise laye, blog ko google submit karne ka tarika, blogger post ko google me kaise show karain. 

Kisi bhi blog website ko banane ke baad important kaam us website ko search engine me si tarah se submit karna hota hai agar apka blog google search engine me ache se submit hoga uske baad hi apke blog me views aenge search engine me si tarah se submit hone se hi apke blog me traffic ati hai blog koi sa bhi ho uss me jab tak views nhi aenge wo blog kisi kam ka nhi or sub se zada views google se hi ate hain lekin uske liye apka blog ache se google me submit ho too isi waja se apke liye me ye post likh raha hun taky ap jan saky blog ko google me kaise laye.

Agar search engines ki baat ki jaye to wo bahut sarey hain lekin most commonly use hone wale search engines Google, Bing, Yahoo hain sub se zada use or famous Google hai, kisi bhi website ya blog me zada Traffic, Visitor google se hi ate hain isi liye blog banane ke baad sub se phale apna blog ko google webmaster tools me submit kare. 

Google search ke baad ap apne blog ko bing webmaster tool me bhi submit kare uski jankari ke liye neche link me click kare.
 
 
Apni website ya blog ko google me submit karne se phale apke pass 2 cheezen honi chaye aik website ya phir blog jo ap search engine me submit karenge or dusra gmail ka account gmail ka account wohi wala jis se aap blog open karten hain.


Also read this posts:
 
Blogger Post Se Copy Paste Kaise Disable Kare  

 

Blogger Blog ko Google Webmaster Tools me submit karne ka tarika.

Sub se pahle Google Webmaster Tool open karen.

1. Add a property me click karen.

3. Website select karen.
4. Apni website ya blog ka link dain.
5. Or add pe click karen.

Iss tarah se apka blog ka link google me add hojaega ab apko apna blog verify karna hota hai iske liye steps follow kare.

1. Alternate methods pe click karen.
2. HTML tag select karen.
3. HTML tag me jo code aye usey copy karen.


ab iske baad copy kiye wo codo ko blog ki theme me paste karna hai.

Code paste karne ke liye steps follow kare.

1. apne Blogger ke dashboard me jayen theme pe click kare uske baad edit Html HTML pe click karen.
2. CTRL + F karke <head> search karen.
3. <Head> ke niche copy kiya wa code ko paste kare or theme save karde.
4. uske baad wapis webmsater tool me jakey verify me click karen.



Iss tarah se apki site Google webmsater tool me submit ho jaegi.

Blog ko google me submit hone me aik 2 din lagte hain aik 2 din apka blog google search engine me me show hojaega.

Agar iss post me apko kuch samjh nhi ara hoto ap comment karke mjh se puch sakte hain or apni raye zarrur dain iss post ke bary me.




11 comments:

  1. I truly welcome this superb post that you have accommodated us. I guarantee this would be valuable for the vast majority of the general population. https://www.lemigliorivpn.com

    ReplyDelete
  2. mera ek blog hai useful tok k name sey main verify krna chati hun lekin nahi ho rha asa kyun

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ap themes me HTMl Code dale jo Google se milta hai phir theme ko save kare uske baad verify kare.

      Delete
  3. That's amazing, So Guys when you want a font file then this website will surely help you;

    Royalty Free Fonts

    ReplyDelete

Powered by Blogger.