Blogger Post Content Ko Copy Hone Se Kaise Bachaye

Hello everyone, umeed  karta hun ap sub kheriat se honge aaj ap logo ko blogger se related aik bahut umda trick btaonga, es post me ap janenge ke apni blog post se content copy hone se kaise roke, blog post content ko copy hone se kaise bachaye, blogger me copy paste kaise disable kare, apne blog ke content ko copy paste disable kar ke chori hone se kaise bachaye, blog post content ko copy hone se bachane ka tarika.


Aaj kal blog banane ka concept badhta jara hai har koi internet par blog bana leta hai jo bahut asan hai, Q ke blog sirf 5 minute me ban jata hai jab ke website banane ke liye coding ana zaruri hoti hai lekin blogger, wordpress me sirf 5 minute me apna blog bana sakte hain.


Kuch log blog to bana lete hain lekin unko post likhna or si content banane me problem ati hai jiski waja se professional blog se content copy hona shuru hojata hai, new blogger other blogger ka content copy kar lete hain, ye copy karne wale blogger ke liye danger hosakta hai or search engines uske content ko copyright man leta hai jiski waja se blog me views ki tadad kam ho sakti hai.


Isi masle ko dekhte we me bloggers ke liye ye post likh ra hun ap ye post puri padh ke apne blog ke content ko copy hone se rok sakte hain.



Blog Post Content Ko Copy Paste Chori Hone Se Kaise bachaye 



Sub se pahle ap neche text box me diye huey code ko copy karlain.



Iske bad ap Blogger ke dashboard me jayen.
Layout me click kare.
Iske baad ap khin bhi footer ya sidebar section me jaye.
Add a gadget me click kare.

Uske baad ap Html / JavaScript me click kare. (neche image dekhain)


Blogger content
How to Stop Copy Pasting on Blog Content













Last me ap content section me copy kiya hua code paste karen, or title blank hi rehne dain, uske baad ap save kardain. (neche image dekhain)


Blog ya website se content ko copy hone se kaise roke


Es tarah se aap apne blog ya website ke content ko copy hone se rok sakte hain dosto copy hone se rokne ke liye or bhi bahut se tarike hain lekin maine ye apko bahut asan or achi trick btayi hai.

Is method ko use karne se koi bhi apke blog se content ko copy nhi kar sakta na hi content ko select kar sakta hai.



Agar is post me apko kuch samjh nhi ara ho to ap mjh se comment karke puch sakte hain ap is blog ki or post bhi visit karen is blog me apko achi tricks seekhne ko milengi. is blog ke homepage ko bhi visit kare is se apki blogger ki malomat me izafa hoga.


2 comments:

Powered by Blogger.