Blog Website Ke Liye Terms And Condition Page Kaise Banaye

Helpintrick blog me apka welcome hai, Is post me apko blog ke liye Terms And Condition Page banana ka tarika btaonga, apne blog ke liye Terms And Condition Page kis tarah banate hain, online Terms And Condition Page kaise banaye, blog website ke liye Terms And Condition Page banane ka tarika.


Blog ya website ke liye kuch pages important hote hain or un pages ko banana kafi important hota hai aik professional blog me 4 pages hona zaruri hai jo ye hain (Privacy policy, Terms and Condition, Anout Us, Contact Us) agar apko apna blog professional banana hai to ap ye pages zarrur banaye.

Terms and condition ap khud bhi page me jakey likh sakte hain, ya phir online generate kar sakte hain online generate karne ke liye kafi sites hain jo apko free me terms and condition page banane ki sahulat deti hain me apko Termsfeed me terms and condition banana btaonga neche diye gae link me click karke ap Privacy Policy banana seekh sakte hain.


Blog ke liye Terms and Condition page banane ka tarika. 

Sub se phale ap Tremsfeed pe click kare, click karne ke baad aik website open hogi.
open hone ke baad generate terms and condition me click kare.
Uske baad Start the Terms and Condition generator pe click kare.


General Information.

1. Website me click kare.
2. No pe click kare.
3. Uske baad Next step pe click kare.




Business information.

1. Apne Blog ya Website ka URL dale.
2. Apne Blog ka Name dale.
3. I'm Individual select kare.
4. Country ka naam dale.
5. Uske baad next step pe click kare.



Disclousers information.


1. No select kare.

2. Yes select kare.
3. No select kare.
4. 30 days select kare.
5. No select kare.
6. Uske baad next step pe click kare.


Download information.

Apna email dale or Generate My Terms and Condition pe click kare.




Iske Baad last me sarey text ko copy karle blogger ke dashboard me jakey new page me click kare or copy kiye we code ko compose section me paste karde or page ka title terms and condition likhe or publish karde.

Iss tarah se ap kisi bhi blog ya website ke liye ap asani se terms and Condition page bana sakte hain.

Agar ap ko iss post me kuch samjh nhi ara hoto ap comment karke puch sakte hain or apni raye zarrur dein is post ke bary me.



No comments:

Powered by Blogger.