Blog Website Ke Liye Privacy Policy Page Kaise Banaye

Helpintrick blog me apka welcome hai, Is post me apko blog ke liye Privacy Policy Page banana ka tarika btaonga, apne blog ke liye Privacy Policy Page kis tarah banate hain, online privacy policy page kaise banaye, blog website ke liye privacy policy banane ka tarika.

Kisi bhi website ke liye privacy policy page zarruri hota hai, ap kisi bhi website me dekh lain us me uska privacy policy page zarrur hoga chaye big website hi Q naa hoo privacy policy page me visitor ke liye privacy ke bary me likha hota hai ke is website ya blog ki privacy kya hai or is me user kaise work kare jis se admin ko koi problem naa hoo.

Blog ya website ke liye kuch pages important hote hain or un pages ko banana kafi important hota hai aik professional blog me 4 pages hona zaruri hai jo ye hain
(Privacy policy, Terms and Condition, Anout Us, Contact Us) agar apko apna blog professionla banana hai to ap ye pages zarrur banaye. Neche diye gae link me click karke ap terms and condition page banana seekh sakte hain.


Blog Website Ke Liye Terms And Condition Page Kaise Banaye

Blog ke liye Privacy Policy page banane ka tarika

1. Sub se phale ap SerpRank pe click kare is me click karne ke baad serp rank ki site open hojaegi.



2. Privacy Policy Generator pe click kare.





3. Register pe click kare.






4. Serp Rank Basic free pe click kare.


5. Account information dale.
    Username dain.
    Password dain.
    Email dain
    Uske baad submit and confirm pe click kare.






6. Member tools page pe click karen.
















7. Privacy Policy Genertor for Google adsence publisher pe click karen.






8. Phir aik foam aega us me Site url me apni site ka link dale.
    blogger ka email dale matlb jis email se ap blog chala te hain wo dale.
    yes we use cookies select kare.
    Google adsence pe check lagae.
    Create me Privacy Policy pe click kare.

Is tarah se apka privacy policy page ban jaega, ab sary text ko copy kare or blogger dashboard me jaky pages, new page pe click kare.

Page ka title me Privacy Policy likhen or compose mode me copy kia wa text paste karden, last me page publish karden.

Iss tarah se ap asani se apne blog ka privacy policy bana sakte hain, agar is me apko kuch samjh nhi ara ho ya koi problem hoto ap comment karke puch sakte hain. 



No comments:

Powered by Blogger.