Adfly Kya Hai? Adfly Se Earning Karne Ka Tarika Complete Guide
Hello dosto helpintrick.blogspot.com me apka welcome hai. Aaj ki post me ap janenge adfly kya hai, adfly ke barey me malomat, adfly me account kaise banaye, adfly se earning karne ka tarika, Adfly se online earning karne ka tarika.
Aaj kal har koi online work karne ka tarika dhondta hai internet me online bahut se kaam hain bus apko us kaam ke barey me thori jankari honi chaye. Adlfy bhi aik website hai jo online earning me madad deti hai adfly me ap koi se bhi link ko copy karke short kar sakte hain, iske baad short kiye we link ko khin bhi share kar sakte hain social sites, blog ya youtube, pages me, share karne ke baad jo koi bhi is link ko open karega ya click karega too uske pas 5 second ka add open ho jaega jo sirf 5 second ka hoga 5 second complete hone ke baad skip add ka option aega skip karne ke baad wo asal link me chale jaega, is tarah se jis ne link short kara hota hai usey income hogi.
Iss me sub se asan or achi baat ye hai ke ap kisi bhi link ko short kar sakte hai phir wo link apka ho ya kisi or ka matlab adfly copyright content me bhi kaam karti hai.
Adfly kya hai? What is Adfly.
Adfly aik link shorten website hai jo kisi bhi link ko short karke us me 5 second ka add lagati hai 5 second baad skip add kar sakten hain, iss me ap koi bhi link ko short karke share kar sakte hain joo koi bhi is link me click karega or skip add karega uski income apko hogi.
Adfly se ktni income kar sakte hain? How much earn income in Adfly.
Adfly me income ki koi limit nhi hai har kaam karne me mehnat or lagan ki zarorat hoti hai, shuru me income kam hogi but agar apke pass visitor zada ho jaen or apke pass malomat hai too ap income zada kar sakte hain, shuru me ap bus link share kare jo link visitor ke kaam ke hon, agar apke paas koi page, blog ya phir Youtube channel hai too bhut achi baat hai lekin apko mehnat karni hogi bina mehnat ke koi kaam me kamyabi nhi hoti or sub se bari baat ye hai ke is me koi invest ya reg fee nhi hai ap adfly me free of cost account ban sakte hain.
Agar apko free me blog banane ka tarika seekhna hai to neche link me click kare.
Agar apko free me blog banane ka tarika seekhna hai to neche link me click kare.
Sub se pahle yhan click karke Adfly ko open kare.
Join now pe click kare. ab aik foam open hoga us foam ko fill kare. ya phir facebook account se login hojaen.
Your Name.
Yhan ap apna naam dalen.
Username.
Yhan pe aap username dalen, username koi sa bhi hoo. agar username ghalt hoga too error ata rahega.
Email.
Yaha pe apna email address dale, jis email se ap apna adfly ka account create karna chahte hen gmail ya yahoo ka email dalen.
Re type email.
Apna wohi email address wapas dalen.
Account type.
Is me aap ko link shrinker, Create shortened URL ko select karna hai.
Password.
Yaha ap apna strong password de jiye.
Retype Password.
Password again de jiye uper wala password yaha wapas dalen.
Human Check.
Yaha capcha code enter karen, joo image me dikhai dega.
I agree to the terms and condition pe check lagaen. Finally join me click karden. uske baad apke email pe aik confirmation code ka mail aega us me se code ko copy kare or link open kare code ko paste kare or confirm registration pe click kare, Iss tarah apka account verify ho jaega, confirm link aney me kabhi 5-10 minute bhi lag sakte hain, confrim link aksar spam folder me ata hai.
uske baad ap login kare or jo link short karna hey usey shrink kare or share kare.
Too dosto aaj ki post hum ne adfly ke barey me jana agar apko ye post achi lagi too isko share kare, or is blog ki or post ko bhi visit kare, agar koi problem hoto comment me puch len, iss post ko share kare or email subscribe kare, iss tarah se meri new post apko mil jaegi.

For assignments and past papers
ReplyDeletehttps://virtualstudysolutions.blogspot.com/